Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi ki talash

Naseem Syed

zindagi ki talash

Naseem Syed

MORE BYNaseem Syed

    sīḌhiyāñ āsmān chaḌh ke

    chāñd ke ek ek kone meñ

    zindagī ko

    talāsh karte haiñ

    aur somalia ke sahrā meñ

    ek muTThī anaaj ḳhātir

    zindagī

    eḌiyāñ ragaḌtī hai

    bhūke bachche

    sisak ke marte haiñ

    siDhiyan aasman ki chaDh ke

    chand ke ek ek kone mein

    zindagi ko

    talash karte hain

    aur somalia ke sahra mein

    ek muTThi anaj ki KHatir

    zindagi

    eDiyan ragaDti hai

    bhuke bachche

    sisak ke marte hain

    Source:

    Aadhi Gawahi (Pg. 46)

    • Author: Naseem Syed
      • Publisher: Irtiqa Matbuat, Karachi
      • Year of Publication: 1994
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now