Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi

MORE BYBrijes Talat Nizamii

    zindagī ek shab-e-tār bhī hai

    zindagī matla-e-anvār bhī hai

    zindagī phuul bhī hai ḳhaar bhī hai

    zindagī nuur bhī hai naar bhī hai

    zindagī jazba-e-īsār bhī hai

    zindagī tiir bhī talvār bhī hai

    zindagī sang bhī hai ḳhaar bhī hai

    zindagī ā.ina-bardār bhī hai

    zindagī bā.is-e-āzār bhī hai

    zindagī naġhma-o-gulzār bhī hai

    zindagī jalva-gah-e-yār bhī hai

    zindagī ma.arka-e-dār bhī hai

    zindagi ek shab-e-tar bhi hai

    zindagi matla-e-anwar bhi hai

    zindagi phul bhi hai KHar bhi hai

    zindagi nur bhi hai nar bhi hai

    zindagi jazba-e-isar bhi hai

    zindagi tir bhi talwar bhi hai

    zindagi sang bhi hai KHar bhi hai

    zindagi aaina-bardar bhi hai

    zindagi bais-e-azar bhi hai

    zindagi naghma-o-gulzar bhi hai

    zindagi jalwa-gah-e-yar bhi hai

    zindagi marka-e-dar bhi hai

    Source:

    Bahar Aur Khizan (Pg. 98)

    • Author: Brijes Talat Nizamii
      • Publisher: Idara-e-Tahreer, Karachi
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now