Hakeem Ghulam Nabi
BOOKS 114
Hindustan Ki Kimiya Giri
Jin mein Kimiya ki ibtida aur jo sooratain usne rafta rafta ikhtiyar kee'n, jo jo naam usey diye gaye. jo jo fasl aur riwayat uske mutaliq ijaad kiye gaye. Kimiya-e Ba-har qadeem-o-jadeed ke anaasir waale kaan aur falaat ke naam - ta'daad-o-taqseem in donon ke usool-o-masail ka muqabla. Ahl-e Mashriq-o-Ahl-e Maghrib ki Kimiya saazi ke aqwal-o-masail ki tashreeh aur muqabla. Kimiyaawi tajrubaat - aalaat jo Kimiya saazi o yaazmi aur nasha jaat jo nihayat murabba-ul-ta'seer mein aur riwayat hi kam miqdar mein istemaal hote hain aur jo kushta aur daqeeq amraz ke ilaaj mein teer-ba-hadaf hain ke banane mein kaam aate hain. Mukhtalif aqsaam ke arq-o-adwiya bananey ki tarkib - Ilm-e Kimiya ki gharz - sana'e aur Kimiya ka ta'alluq. Mas'ala laa-tajrubi - falizaat ka sitaron se ta'alluq. Alaamaat jo khatraat ki jagah istemaal ki jaati thien. Maaddi ashya ki darja bandi wagheira wagheira ka mufassal haal mundarij kiya gaya hai.
1905