aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
na merī aañkh na qalb-o-jigar meñ rahtā hai
vo dard ban ke mire aadhe sar meñ rahtā hai
na meri aankh na qalb-o-jigar mein rahta hai
wo dard ban ke mere aadhe sar mein rahta hai
likkhā thā mire bhaag meñ ye shaḳhs nigoḌā
jis ne ki araq merī javānī kā nichoḌā
likkha tha mere bhag mein ye shaKHs nigoDa
jis ne ki araq meri jawani ka nichoDa
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books