Sher of Jiya Shah
jiyā jā.egā kaise haañ magar jiinā zarūrī hai
tumhārī yaad aur tanhā safar hai maan lete haiñ
jiya jaega kaise han magar jina zaruri hai
tumhaari yaad aur tanha safar hai man lete hain
bahut se ghaav haiñ dil par tumhārī nā-ravā.ī ke
ki siinā ḳhud se hai in ko chalo ham maan lete haiñ
bahut se ghaw hain dil par tumhaari na-rawai ke
ki sina KHud se hai in ko chalo hum man lete hain