aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
ye sharm-gīñ nigah ye tabassum naqāb meñ
kyā be-hijābiyāñ haiñ tumhāre hijāb meñ
ye sharm-gin nigah ye tabassum naqab mein
kya be-hijabiyan hain tumhaare hijab mein
vo sādgī se taġhāful ko naaz kahte haiñ
magar sikhātī hai shoḳhī ki imtihāñ kahiye
wo sadgi se taghaful ko naz kahte hain
magar sikhati hai shoKHi ki imtihan kahiye
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books