Quotes of Khalida Hussain
Jab baat samajhne wale kam ho jayen to aadhi baat samajhne waalon ki nisbat na samajhne waalon se baat karna behtar hai.

-
Tag : Life lessons
Achchhi kahaaniyaan kati gardan se tapakne wala qatra-qatra lahoo hai ki darya mein girte hi Yaaqoot ban jaata hai. lahoo rang. shaffaaf.