Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Lutfunnisa Imtiyaz's Photo'

Lutfunnisa Imtiyaz

1761 | Aurangabad, India

Sher of Lutfunnisa Imtiyaz

junūñ ke shaah ne jab se liyā hai qil.a-e-dil ko

ye mulk-e-aql vīrāñ ho gayā kis kis ḳharābī se

junun ke shah ne jab se liya hai qila-e-dil ko

ye mulk-e-aql viran ho gaya kis kis KHarabi se

ishq ke ghaaT par sañbhal kar chaḌh

kyoñ ki us chaḌhāo mushkil hai

ishq ke ghaT par sanbhal kar chaDh

kyon ki us ka chaDhao mushkil hai

pand se nāseh ke dozaḳh mujhe kuchh ḳhauf na.iiñ

maġhfirat be-shak huī jis alī vaalī huā

pand se naseh ke dozaKH ka mujhe kuchh KHauf nain

maghfirat be-shak hui jis ka ali wali hua

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now