Sher of Qateel Bandvi
ghirā huuñ zulmat-e-ġham meñ tirī ḳhushī ke liye
charāġh ho ke tarastā huuñ raushnī ke liye
ghira hun zulmat-e-gham mein teri KHushi ke liye
charagh ho ke tarasta hun raushni ke liye
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere