Profile of Saleem Saghar
Pen Name : 'Saleem Saghar'
Real Name : Saleem Saghar
maiñ ro.uuñ to dar-o-dīvār mujh par hañsne lagte haiñ
hañsūñ to mere andar jaane kyā kyā TuuT jaatā hai
main roun to dar-o-diwar mujh par hansne lagte hain
hansun to mere andar jaane kya kya TuT jata hai