Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Sarshaar buland Shahri

1928

Dohe of Sarshaar buland Shahri

vaqt bahut masrūf hai thoḌā vaqt nikāl

ik do saa.at ke liye apnā-āp sambhāl

waqt bahut masruf hai thoDa waqt nikal

ek do saat ke liye apna-ap sambhaal

vaqt baḌā chālāk hai vaqt ke saath chalo

saare din chalte rahiyo saarī raat chalo

waqt baDa chaalak hai waqt ke sath chalo

sare din chalte rahiyo sari raat chalo

koyal aam Daal pe baiThī shor machā.e

phuul aayā phal aa ga.e ik tum nahīñ aa.e

koyal aam ki Dal pe baiThi shor machae

phul aaya phal aa gae ek tum hi nahin aae

raste meñ ik peḌ par panchhī bol gayā

panchhī āvāz se jīvan Dol gayā

raste mein ek peD par panchhi bol gaya

panchhi ki aawaz se jiwan Dol gaya

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now