Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Shaikh Ghulam Ali Rasikh

Shaikh Ghulam Ali Rasikh

Sher-o-Shayari 3

duur maiñ us mast āñkhoñ ke

mohtasib bhī sharāb-ḳhvār huā

dur main us ki mast aankhon ke

mohtasib bhi sharab-KHwar hua

  • Share this

kis se tum ham-kanār the sāhib

raat ham be-qarār the sāhib

kis se tum ham-kanar the sahib

raat hum be-qarar the sahib

  • Share this

shaiḳh is but-shikanī par na ho itnā maġhrūr

ne toḌā nahīñ apnā but-e-pindār hanūz

shaiKH is but-shikani par na ho itna maghrur

tu ne toDa nahin apna but-e-pindar hanuz

  • Share this
 

BOOKS 1

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now