Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Yawar Ali's Photo'

Yawar Ali

1988 | Shahjahanpur, India

Sher of Yawar Ali

ye hamesha sahī dikhlā.e zarūrī bhī nahīñ

aa.ina bhī kabhī ho jaatā hai dhuñdhlā 'yāvar'

ye hamesha sahi dikhlae zaruri bhi nahin

aaina bhi kabhi ho jata hai dhundhla 'yawar'

der tak maiñ use siine se lagā.e rakkhūñ

koī is vaqt kī raftār ko dhīmā kar de

der tak main use sine se lagae rakkhun

koi is waqt ki raftar ko dhima kar de

Recitation

Speak Now