Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shabbir Hasan's Photo'

Shabbir Hasan

1979 | Lahore, Pakistan

Sher of Shabbir Hasan

vaise kyā ghaTiyā sī shai hai ye tamannā kā fareb

aap jaisoñ ko bhī ham jaise taras jaate haiñ

waise kya ghaTiya si shai hai ye tamanna ka fareb

aap jaison ko bhi hum jaise taras jate hain

tumheñ to Thiik se barbād karnā bhī nahīñ aatā

chalo pīchhe haTo apnī ye hālat maiñ banātā huuñ

tumhein to Thik se barbaad karna bhi nahin aata

chalo pichhe haTo apni ye haalat main banata hun

aap kā is se vāsta khiḌkī se dekhne kā hai

mujh ko to diije rāsta merā to shahr aa gayā

aap ka is se wasta khiDki se dekhne ka hai

mujh ko to dije rasta mera to shahr aa gaya

Recitation

Speak Now