Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aankhon ke gulabon ko nazmon mein chhupa lunga

Sabir Dutt

aankhon ke gulabon ko nazmon mein chhupa lunga

Sabir Dutt

MORE BYSabir Dutt

    āñkhoñ ke gulāboñ ko nazmoñ meñ chhupā lūñgā

    zulfoñ ke ujāloñ se ġhazloñ ko sajā lūñgā

    hoñToñ se tarāshūñgā ash.ār kaliyoñ ko

    soī huī nīndoñ se qit.āt churā lūñgā

    aankhon ke gulabon ko nazmon mein chhupa lunga

    zulfon ke ujalon se ghazlon ko saja lunga

    honTon se tarashunga ashaar ki kaliyon ko

    soi hui nindon se qitat chura lunga

    Source:

    Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 223)

    • Author: Sabir Dutt
      • Edition: March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
      • Publisher: Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49
      • Year of Publication: March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now