Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil-e-viran ko ab ki bar shayad

Javed Kamal Rampuri

dil-e-viran ko ab ki bar shayad

Javed Kamal Rampuri

MORE BYJaved Kamal Rampuri

    dil-e-vīrāñ ko ab baar shāyad

    ġhamoñ ne apnā maskan kar liyā hai

    tire vahshī ne ab to apne haq meñ

    zamāne bhar ko dushman kar liyā hai

    ġhazal zālim se ham bhī haar baiThe

    isī ko apnā ab fan kar liyā hai

    dil-e-viran ko ab ki bar shayad

    ghamon ne apna maskan kar liya hai

    tere wahshi ne ab to apne haq mein

    zamane bhar ko dushman kar liya hai

    ghazal zalim se hum bhi haar baiThe

    isi ko apna ab fan kar liya hai

    Source:

    Awaz Na Do (Pg. 68)

    • Author: Javed Kamal
      • Edition: 1993
      • Publisher: Sky Lark Publishers, Aligarah
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now