dil ki dhaDkan pe mohabbat ka fasana likh do
dil kī dhaḌkan pe mohabbat kā fasāna likh do
vasl ke ek hī lamhe ko zamāna likh do
likhnā kuchh chāho agar naam ke aage mere
'mīr' kā 'jaun' kā 'ġhālib' kā divāna likh do
dil ki dhaDkan pe mohabbat ka fasana likh do
wasl ke ek hi lamhe ko zamana likh do
likhna kuchh chaho agar nam ke aage mere
'mir' ka 'jaun' ka 'ghaalib' ka diwana likh do
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.