Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hum KHasta-tanon se muhtasibo kya mal-manal ka puchhte ho

Faiz Ahmad Faiz

hum KHasta-tanon se muhtasibo kya mal-manal ka puchhte ho

Faiz Ahmad Faiz

MORE BYFaiz Ahmad Faiz

    ham ḳhasta-tanoñ se muhtasibo kyā māl-manāl pūchhte ho

    jo umr se ham ne bhar-pāyā sab sāmne laa.e dete haiñ

    dāman meñ hai musht-e-ḳhāk-e-jigar sāġhar meñ hai ḳhūn-e-hasrat-e-mai

    lo ham ne dāman jhaaḌ diyā lo jaam ulTā.e dete haiñ

    hum KHasta-tanon se muhtasibo kya mal-manal ka puchhte ho

    jo umr se hum ne bhar-paya sab samne lae dete hain

    daman mein hai musht-e-KHak-e-jigar saghar mein hai KHun-e-hasrat-e-mai

    lo hum ne daman jhaD diya lo jam ulTae dete hain

    Source:

    Nuskha Hai Vafaa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 343)

      • Edition: 2009
      • Publisher: Educational Publishing House
      • Year of Publication: 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now