kaam rahta hai tere naz se wahshat ko ajab
kaam rahtā hai tire naaz se vahshat ko 'ajab
kār-e-bekār samajhte hue lag jaate haiñ
is qadar sāda-mizājī hai ki mujh se aksar
log dīvār samajhte hue lag jaate haiñ
kaam rahta hai tere naz se wahshat ko 'ajab
kar-e-bekar samajhte hue lag jate hain
is qadar sada-mizaji hai ki mujh se aksar
log diwar samajhte hue lag jate hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.