Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kabhi pahlu mein samundar ke taDap uThti hain

Ali Sardar Jafri

kabhi pahlu mein samundar ke taDap uThti hain

Ali Sardar Jafri

MORE BYAli Sardar Jafri

    kabhī pahlū meñ samundar ke taḌap uThtī haiñ

    aur kabhī ret ke siine se lipaT jaatī haiñ

    in ko aatā nahīñ āġhosh-e-mohabbat meñ qarār

    maujeñ muñh chuum ke sāhil palaT jaatī haiñ

    kabhi pahlu mein samundar ke taDap uThti hain

    aur kabhi ret ke sine se lipaT jati hain

    in ko aata nahin aaghosh-e-mohabbat mein qarar

    maujen munh chum ke sahil ka palaT jati hain

    Source:

    Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 383)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now