Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

masruf dua mein hun asar aae na aae

Hashim Raza Jalalpuri

masruf dua mein hun asar aae na aae

Hashim Raza Jalalpuri

MORE BYHashim Raza Jalalpuri

    masrūf du'ā meñ huuñ asar aa.e na aa.e

    gul aa ga.e shāḳhoñ pe samar aa.e na aa.e

    āñkheñ to mirī haiñ tire dīdār se raushan

    kuchh ġham nahīñ ab chāñd nazar aa.e na aa.e

    masruf du'a mein hun asar aae na aae

    gul aa gae shaKHon pe samar aae na aae

    aankhen to meri hain tere didar se raushan

    kuchh gham nahin ab chand nazar aae na aae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now