Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na puchh jab se tera intizar kitna hai

Faiz Ahmad Faiz

na puchh jab se tera intizar kitna hai

Faiz Ahmad Faiz

MORE BYFaiz Ahmad Faiz

    na pūchh jab se tirā intizār kitnā hai

    ki jin dinoñ se mujhe terā intizār nahīñ

    tirā aks hai in ajnabī bahāroñ meñ

    jo tere lab tire baazū tirā kanār nahīñ

    na puchh jab se tera intizar kitna hai

    ki jin dinon se mujhe tera intizar nahin

    tera hi aks hai in ajnabi bahaaron mein

    jo tere lab tere bazu tera kanar nahin

    Source:

    Nuskha Hai Vafaa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 121)

    • Author: Faiz Ahmad Faiz
      • Edition: 2009
      • Publisher: Educational Publishing House
      • Year of Publication: 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now