Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tana-e-isyan dene walo ek nazar is par bhi Dalo

Amir Usmani

tana-e-isyan dene walo ek nazar is par bhi Dalo

Amir Usmani

MORE BYAmir Usmani

    tāna-e-isyāñ dene vaalo ek nazar is par bhī Daalo

    merī tauba ke shīshe par fitrat ne ḳhud patthar pheñkā

    be-mausam ghir aa.e bādal bin bādal bhī barsā paanī

    maiñ ne jab bhī tauba kar ke miinā toḌī sāġhar pheñkā

    tana-e-isyan dene walo ek nazar is par bhi Dalo

    meri tauba ke shishe par fitrat ne KHud patthar phenka

    be-mausam ghir aae baadal bin baadal bhi barsa pani

    main ne jab bhi tauba kar ke mina toDi saghar phenka

    Source:

    Ye Qadam Qadam Balaen (Pg. 157)

    • Author: Maulana Amir Usmani
      • Edition: 2012
      • Publisher: Markazi Maktaba Islami Publishers
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now