Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uljhan

Badr Muneer

uljhan

Badr Muneer

MORE BYBadr Muneer

    merā bachcha dekh rahā thā ik laḌkī ko muḌ-muḌ ke

    maiñ ne pūchhā kis shai ne tum ko hairat meñ Daalā hai

    bachcha hairānī se bolā samajh nahīñ aatī mujh ko

    gore mukhḌe vaalī ke hāthoñ rang kyoñ kaalā hai

    mera bachcha dekh raha tha ek laDki ko muD-muD ke

    main ne puchha kis shai ne tum ko hairat mein Dala hai

    bachcha hairani se bola samajh nahin aati mujh ko

    gore mukhDe wali ke hathon ka rang kyon kala hai

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now