waqt ki sai-e-musalsal kargar hoti gai
vaqt kī sa.ī-e-musalsal kārgar hotī ga.ī
zindagī lahza-ba-lahza muḳhtasar hotī ga.ī
saañs ke pardoñ meñ bajtā hī rahā sāz-e-hayāt
maut ke qadmoñ kī aahaT tez-tar hotī ga.ī
waqt ki sai-e-musalsal kargar hoti gai
zindagi lahza-ba-lahza muKHtasar hoti gai
sans ke pardon mein bajta hi raha saz-e-hayat
maut ke qadmon ki aahaT tez-tar hoti gai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 138)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.