ye shirin rag mere hafize ko jagmagata hai
ye shīrīñ raag mere hāfize ko jagmagātā hai
jo dekhe the kabhī āñkhoñ ne vo naqshe dikhātā hai
maiñ ik lamha nazāra kar luuñ apne ahd-e-māzī kā
Thahar o ḳhush-navā mutrib! mujhe kuchh yaad aatā hai
ye shirin rag mere hafize ko jagmagata hai
jo dekhe the kabhi aankhon ne wo naqshe dikhata hai
main ek lamha nazara kar lun apne ahd-e-mazi ka
Thahar o KHush-nawa mutrib! mujhe kuchh yaad aata hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 113)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.