Log Mujhe Siyaah Qalam Samajhte Hain
Main tahzeeb-o-tamaddun aur society ki choli kya utaarunga jo hai hi nangi... Main use kapde pahnaane ki koshish bhi nahi karta, isliye ki yeh mera kaam nahi, darziyon ka hai. Log mujhe siyaah qalam kahte hain, main takhta-e-siyaah par kaali chaak se nahi likhta, safed chaak istemaal karta hoon ki takhta-e-siyaah ki siyaahi aur bhi ziyaada numaayaan ho jaaye. Yeh mera khaas andaaz, mera khaas tarz hai jise fohsh-nigaari, taraqqi-pasandi aur khuda maloom kya kuch kahaa jaata hai. Laanat ho s'aadat hasan manto par, kambakht ko gaali bhi saleeqe se nahi di jaati.

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.