Taareekh
Taareekh eik tarah ki amali akhlaaqiyaat hai. Doosre uloom ki tarah agar akhlaaqiyaat eik tajurbaati ilm hai. To use insaani tajurbaat ke inkishaafaat par mabni hona chaahiye. Is nuqta-e-nazar ke barmala izhaar se un logon ke bhi naazuk ehsaasaat ko yaqeenan sadma pahunchega. Jo akhlaaq ke muaamle mein sakht-geer hone ke daawedaar hain. Lekin jinkaa avaami kirdaar taareekhi taalimaat se mutayyan hota hai.

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.