Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

Tambaakoo-noshi

Mahatma Gandhi

Tambaakoo-noshi

Mahatma Gandhi

MORE BYMahatma Gandhi

    Gandhi ji ne dekha ki kuchh log paraarthna ke maidaan mein bhi tambaakoo-noshi karte hain paraarthna sabha mein bolte hue unhone kaha, bahut se isaai cigarette peete hain. Magar aaj tak kisi ne church mein jaakar cigarette nahi piya. Musalmaan bhi masjid mein daakhil hote waqt cigarette phenk dete hain. Masjid mein koi cigarette nahi pi sakta. paraarthna ka maidaan bhi church, masjid, mandir, ibaadat-gaah ki haisiyat rakhta hai. Achchhe akhlaaq ka ye taqaaza hai ki paraarthna ke maidaan mein tambaakoo-noshi na ki jaae. Aur sab log shuroo se aakhir tak khamoshi rakhen.

    Naee dilli (New Delhi), 24 July 1947

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now