Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aag aur tarah ki hai dhuan aur tarah ka

Sarvat Husain

aag aur tarah ki hai dhuan aur tarah ka

Sarvat Husain

MORE BYSarvat Husain

    aag aur tarah hai dhuāñ aur tarah

    hai kuchh mire jalne samāñ aur tarah

    ye shahr hai miTTī hai yahāñ aur tarah

    ye dasht hai paanī hai yahāñ aur tarah

    dete haiñ ḳhabar ḳhush-guzarāñ aur tarah

    karte haiñ suḳhan dil-zadagāñ aur tarah

    par mil ga.e miTTī ko to āñkhoñ pe khulā ye

    manzar hai sar-e-kāhkashāñ aur tarah

    tā'mīr buniyād meñ dil rakkhā hai maiñ ne

    ham log uThā.eñge makāñ aur tarah

    aag aur tarah ki hai dhuan aur tarah ka

    hai kuchh mere jalne ka saman aur tarah ka

    ye shahr hai miTTi hai yahan aur tarah ki

    ye dasht hai pani hai yahan aur tarah ka

    dete hain KHabar KHush-guzaran aur tarah ki

    karte hain suKHan dil-zadagan aur tarah ka

    par mil gae miTTi ko to aankhon pe khula ye

    manzar hai sar-e-kahkashan aur tarah ka

    ta'mir ki buniyaad mein dil rakkha hai main ne

    hum log uThaenge makan aur tarah ka

    Source :
    • Book : Mitti Ki Sundarta Dekho (Pg. 64)
    • Author : Sarvat Husain
    • Publication : Rekhta Publications (2018)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now