Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aise KHud par yahan KHudai ki

Sameena Gul

aise KHud par yahan KHudai ki

Sameena Gul

MORE BYSameena Gul

    aise ḳhud par yahāñ ḳhudā.ī

    dil dekhī na sunā.ī

    be-qarārī dil ko hone lagī

    jaane kis ne kahāñ rasā.ī

    vo sad-rañg hai jazīra-numā

    mere ḳhvāboñ kyuuñ rihā.ī

    tohmateñ dūsroñ pe dharte haiñ

    baat karte haiñ pārsā.ī

    merī āñkhoñ ke jal paḌe the diye

    āñsuoñ ne yuuñ jag-hañsā.ī

    aaj dāman meñ phuul Daale the

    jaise gulshan phir gadā.ī

    aise KHud par yahan KHudai ki

    dil ki dekhi na hi sunai ki

    be-qarari si dil ko hone lagi

    jaane kis ne kahan rasai ki

    wo hi sad-rang hai jazira-numa

    mere KHwabon ki kyun rihai ki

    tohmaten dusron pe dharte hain

    baat karte hain parsai ki

    meri aankhon ke jal paDe the diye

    aansuon ne yun jag-hansai ki

    aaj daman mein phul Dale the

    jaise gulshan ki phir gadai ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now