Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apni wahshat ke nae zaKHm chhupaun kaise

Munazza Anwar goindi

apni wahshat ke nae zaKHm chhupaun kaise

Munazza Anwar goindi

MORE BYMunazza Anwar goindi

    apnī vahshat ke na.e zaḳhm chhupā.ūñ kaise

    maiñ tirī yaad dīvār girā.ūñ kaise

    shahr-e-dil meñ hai vahī aaj bhī chup aalam

    dar-o-dīvār sadāoñ se sajā.ūñ kaise

    gumbad-e-fikr meñ āvāzeñ āvāzeñ haiñ

    maiñ har āvāz tasvīr banā.ūñ kaise

    apni wahshat ke nae zaKHm chhupaun kaise

    main teri yaad ki diwar giraun kaise

    shahr-e-dil mein hai wahi aaj bhi chup ka aalam

    dar-o-diwar sadaon se sajaun kaise

    gumbad-e-fikr mein aawazen hi aawazen hain

    main har aawaz ki taswir banaun kaise

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now