Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pahle bhi tanha the lekin hum ko ilm na tha

Mahender Kumar Sani

pahle bhi tanha the lekin hum ko ilm na tha

Mahender Kumar Sani

MORE BYMahender Kumar Sani

    pahle bhī tanhā the lekin ham ko 'ilm na thā

    tujh se mil kar ham ne tanhā.ī ko pahchānā

    bistar aur dīvār se bas apnī qurbat thī

    vo thā mere saath magar kab mere saath vo thā

    khiḌkī ke pardoñ se chhan kar raushniyoñ ke rang

    kamre-bhar meñ bikhar ga.e maiñ soyā paḌā rahā

    ek zarā aahaT hotī maiñ uTh jaatā thā

    ab baar vo dastak de kar shāyad lauT gayā

    dīvāroñ ko dekh ke duniyā bhar yaad aa.ī

    bistar shiknoñ meñ apne ruup dhyān kiyā

    pahle bhi tanha the lekin hum ko 'ilm na tha

    tujh se mil kar hum ne tanhai ko pahchana

    bistar aur diwar hi se bas apni qurbat thi

    wo tha mere sath magar kab mere sath wo tha

    khiDki ke pardon se chhan kar raushniyon ke rang

    kamre-bhar mein bikhar gae main soya paDa raha

    ek zara si aahaT hoti main uTh jata tha

    ab ki bar wo dastak de kar shayad lauT gaya

    diwaron ko dekh ke duniya bhar ki yaad aai

    bistar ki shiknon mein apne rup ka dhyan kiya

    Source :
    • Book : Maujood Ki Nisbat Se (Pg. 49)
    • Author : Mahendra Kumar Sani
    • Publication : Rekhta Publications (2019)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now