Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

countdown

Zahid Azeem Zahid

countdown

Zahid Azeem Zahid

MORE BYZahid Azeem Zahid

    sapnoñ ik vaadī jis meñ kāñTe bhī haiñ phuul

    sūraj meñ bhī pyaar bharā hai chāñd rahe mad.hosh

    taare logoñ ke qadmoñ meñ leTe ban ke ḳhaak

    vaadī ke andar mahke phūloñ ik baaġh

    jis meñ pyaar bahtī nahreñ aur jharnoñ jhaag

    aur magan hai naach meñ chamkīle moroñ ġhol

    lekin baaġh ik paude oT meñ hai ik top

    naalī meñ bārūd bharā hai fiita sulgā jaa.e

    aur dahāne ke aage ik titlī mañDlā.e

    sapnon ki ek wadi jis mein kanTe bhi hain phul

    suraj mein bhi pyar bhara hai chand rahe madhosh

    tare logon ke qadmon mein leTe ban ke KHak

    wadi ke andar hi mahke phulon ka ek bagh

    jis mein pyar ki bahti nahren aur jharnon ki jhag

    aur magan hai nach mein chamkile moron ka ghol

    lekin bagh ki ek paude ki oT mein hai ek top

    nali mein barud bhara hai fita sulga jae

    aur dahane ke aage hi ek titli manDlae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

    Speak Now