Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aalam ka wajud hai numud-e-be-bud

Sahir Dehlavi

aalam ka wajud hai numud-e-be-bud

Sahir Dehlavi

MORE BYSahir Dehlavi

    aalam vajūd hai numūd-e-be-būd

    hai āb-e-sarāb us hastī numūd

    nairañg-e-tilism us ko kahnā hai bajā

    hai vahm meñ maujūd yaqīñ meñ mafqūd

    aalam ka wajud hai numud-e-be-bud

    hai aab-e-sarab us ki hasti ki numud

    nairang-e-tilism us ko kahna hai baja

    hai wahm mein maujud yaqin mein mafqud

    Source:

    Deewan-e-Sahir( Kufr-e-Ishq) (Pg. ebook-217 page-164)

    • Author: Sahir Dehlavi
      • Edition: 1937
      • Publisher: Imperial Printing Press, Delhi
      • Year of Publication: 1937
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now