Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

duniya kabhi ho saki na hamraaz meri

Akbar Hyderabadi

duniya kabhi ho saki na hamraaz meri

Akbar Hyderabadi

MORE BYAkbar Hyderabadi

    duniyā kabhī ho sakī na hamrāz marī

    kyā jaane thī kis fazā meñ parvāz mirī

    lahja maiñ kisī aur apnā na sakā

    le Duubī mujhe munfarid āvāz mirī

    duniya kabhi ho saki na hamraaz mari

    kya jaane thi kis faza mein parwaz meri

    lahja main kisi aur ka apna na saka

    le Dubi mujhe munfarid aawaz meri

    Source:

    Firdaus-e-Khayal (Poetry) (Pg. 81)

    • Author: Akbar Hyderabadi
      • Edition: 2002
      • Publisher: Nirali Duniya Publications
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now