Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fariyaad hai kis liye dar-e-yazdan par

Tilok Chand Mahroom

fariyaad hai kis liye dar-e-yazdan par

Tilok Chand Mahroom

MORE BYTilok Chand Mahroom

    fariyād hai kis liye dar-e-yazdāñ par

    ilzām tarāshte ho kyuuñ shaitāñ par

    yazdāñ ne kiye kabhī na shaitāñ ne kiye

    insāñ ne kiye haiñ jo sitam insāñ par

    fariyaad hai kis liye dar-e-yazdan par

    ilzam tarashte ho kyun shaitan par

    yazdan ne kiye kabhi na shaitan ne kiye

    insan ne kiye hain jo sitam insan par

    Source:

    Jahan-e-Urdu Rubayee (Pg. 79)

    • Author: Aleem Saba Naveedi
      • Edition: 2011
      • Publisher: Tamilnadu Urdu Publication,Chennai
      • Year of Publication: 2011
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now