aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fursat koi saat na zamane se mili

Meer Anees

fursat koi saat na zamane se mili

Meer Anees

MORE BYMeer Anees

    fursat koī saa.at na zamāne se milī

    begāne se rāhat na yagāne se milī

    haqqā ki palak-navāz hai zaat tirī

    jannat inhīñ ashkoñ ke bahāne se milī

    fursat koi saat na zamane se mili

    begane se rahat na yagane se mili

    haqqa ki palak-nawaz hai zat teri

    jannat inhin ashkon ke bahane se mili

    Source:

    Urdu Rubaiyat Mein Hindustani Anaasir (Pg. 89)

    • Author: sayed Yahya nsheet
      • Edition: 2012
      • Publisher: Usool Publications,Pune
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now