Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gulshan mein phirun ki sair-e-sahra dekhun

Meer Anees

gulshan mein phirun ki sair-e-sahra dekhun

Meer Anees

MORE BYMeer Anees

    gulshan meñ phirūñ ki sair-e-sahrā dekhūñ

    ma.adan o koh o dasht o dariyā dekhūñ

    har tirī qudrat ke haiñ lākhoñ jalve

    hairān huuñ do āñkhoñ se kyā kyā dekhūñ

    gulshan mein phirun ki sair-e-sahra dekhun

    ya madan o koh o dasht o dariya dekhun

    har ja teri qudrat ke hain lakhon jalwe

    hairan hun do aankhon se kya kya dekhun

    Source:

    Rubaaiyat-e-aniis (Pg. 194)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now