Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

han jehl tumhin se rang laya phir kyun

Bayan Meeruthi

han jehl tumhin se rang laya phir kyun

Bayan Meeruthi

MORE BYBayan Meeruthi

    haañ jehl tumheñ se rañg laayā phir kyuuñ

    laayā to gilā zabāñ par aayā phir kyuuñ

    gar jānte the ḳhāna-ḳharābī ke sabab

    mehmāñ ko mezbāñ banāyā phir kyuuñ

    han jehl tumhein se rang laya phir kyun

    laya to gila zaban par aaya phir kyun

    gar jaante the KHana-KHarabi ke sabab

    mehman ko mezban banaya phir kyun

    Source:

    Dewan-e-Bayan Merthi (Pg. 166)

      • Edition: 2007
      • Publisher: Salman Fine Printers, Nagpur
      • Year of Publication: 2007
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now