Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hai bas ki jawani mein buDhape ka gham

Qalaq Merathi

hai bas ki jawani mein buDhape ka gham

Qalaq Merathi

MORE BYQalaq Merathi

    hai bas ki javānī meñ buḌhāpe ġham

    har saañs se aatī hai sadā-e-mātam

    ham-rañg ajab kāhish-o-afzā.ish hai

    baḌhtī hai agar umr to ghaTte haiñ ham

    hai bas ki jawani mein buDhape ka gham

    har sans se aati hai sada-e-matam

    ham-rang ajab kahish-o-afzaish hai

    baDhti hai agar umr to ghaTte hain hum

    Source:

    Kulliyat-e-Qalaq (Pg. ebook-358 page-282)

    • Author: Qalaq Merathi
      • Edition: 1966
      • Publisher: Syed Imtiyaz Ali Taj, Majlis-e-Taraqqi-e-Adab, Lahore
      • Year of Publication: 1966
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now