Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hon kyun na buton ki hum ko dil se chahen

Nazeer Akbarabadi

hon kyun na buton ki hum ko dil se chahen

Nazeer Akbarabadi

MORE BYNazeer Akbarabadi

    hoñ kyuuñ na butoñ ham ko dil se chāheñ

    haiñ nāz-o-adā meñ un ko kyā kyā rāheñ

    dil lene ko siine se lipaT kar kyā kiyā

    Daale haiñ gale meñ patlī patlī bāheñ

    hon kyun na buton ki hum ko dil se chahen

    hain naz-o-ada mein un ko kya kya rahen

    dil lene ko sine se lipaT kar kya kiya

    Dale hain gale mein patli patli bahen

    Source:

    Kulliyat-e-Nazeer Akbarabadi (Pg. 446)

    • Author: Nazeer Akbarabadi
      • Edition: 1922
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1951
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now