Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

inkar na iqrar na tasdiq na ijab

Ismail Merathi

inkar na iqrar na tasdiq na ijab

Ismail Merathi

MORE BYIsmail Merathi

    inkār na iqrār na tasdīq na ījāb

    a.amāl na afa.āl na sunnat na kitāb

    ḳhud hai na ḳhudā hai na ḳhudī hai na ḳhudā.ī

    tauhīd ke dariyā meñ haiñ sab naqsh-bar-āb

    inkar na iqrar na tasdiq na ijab

    aamal na afaal na sunnat na kitab

    KHud hai na KHuda hai na KHudi hai na KHudai

    tauhid ke dariya mein hain sab naqsh-bar-ab

    Source:

    Kulliyat-w-Hayat-e-Ismail Ba-Tasveer (Pg. ebook-523 page-335)

    • Author: Mohammad Aslam Saifi
      • Publisher: Dayal Printing Press, Delhi
      • Year of Publication: 1939
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now