Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

is qaid-e-tazabzub se chhuDa de mujhko

Mansoor Ahmad

is qaid-e-tazabzub se chhuDa de mujhko

Mansoor Ahmad

MORE BYMansoor Ahmad

    is qaid-e-tazabzub se chhuḌā de mujh ko

    is ziist se behtar hai miTā de mujh ko

    ai dost jo pinhāñ hai tire siine meñ

    vo rāz-e-dil-afgār batā de mujh ko

    is qaid-e-tazabzub se chhuDa de mujh ko

    is zist se behtar hai miTa de mujh ko

    ai dost jo pinhan hai tere sine mein

    wo raaz-e-dil-afgar bata de mujh ko

    Source:

    Shora-e-Punjab (Pg. e-174 p-160)

      • Edition: 1937
      • Publisher: Gujarat Printing Press, Gujarat
      • Year of Publication: 1937
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now