main kaun yaqin-e-bad-gumani hun main

Kalidas Gupta Raza

main kaun yaqin-e-bad-gumani hun main

Kalidas Gupta Raza

MORE BYKalidas Gupta Raza

  maiñ kaun yaqīn-e-bad-gumānī huuñ maiñ

  agyānī huuñ hargiz nahīñ gyānī huuñ maiñ

  bātil huuñ kabhī nahīñ maiñ sachchā.ī huuñ

  faanī huuñ ġhalat hai ġhair-fānī huuñ maiñ

  main kaun yaqin-e-bad-gumani hun main

  agyani hun hargiz nahin gyani hun main

  baatil hun kabhi nahin main sachchai hun

  fani hun ghalat hai ghair-fani hun main

  Source :
  • Book : Jahan-e-Urdu Rubayee (Pg. 106)
  • Author : Aleem Saba Naveedi
  • Publication : Tamilnadu Urdu Publication,Chennai (2011)
  • Edition : 2011
  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY