Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

makani hun ki aazad-e-makan hun

Allama Iqbal

makani hun ki aazad-e-makan hun

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    Interesting Fact

    (Bal-e-Jibril)

    makānī huuñ ki āzād-e-makāñ huuñ

    jahāñ meñ huuñ ki ḳhud saarā jahāñ huuñ

    vo apnī lā-makānī meñ raheñ mast

    mujhe itnā batā deñ maiñ kahāñ huuñ

    makani hun ki aazad-e-makan hun

    jahan mein hun ki KHud sara jahan hun

    wo apni la-makani mein rahen mast

    mujhe itna bata den main kahan hun

    Source:

    کلیات اقبال (Pg. 373)

    • Author: علامہ اقبال
      • Publisher: ایجوکیشنل پبلشنگ ہاؤس،دہلی
      • Year of Publication: 2014
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now