Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

milta nahin mujhko naqsh apna mujh mein

Akbar Hyderabadi

milta nahin mujhko naqsh apna mujh mein

Akbar Hyderabadi

MORE BYAkbar Hyderabadi

    miltā nahīñ mujh ko naqsh apnā mujh meñ

    duniyā hai ki DhūñDhtī hai duniyā mujh meñ

    gambhīr bahut hai shaḳhsiyat merī bhī

    dariyā mujh meñ hai aur sahrā mujh meñ

    milta nahin mujh ko naqsh apna mujh mein

    duniya hai ki DhunDhti hai duniya mujh mein

    gambhir bahut hai shaKHsiyat meri bhi

    dariya mujh mein hai aur sahra mujh mein

    Source:

    Firdaus-e-Khayal (Poetry) (Pg. 86)

    • Author: Akbar Hyderabadi
      • Edition: 2002
      • Publisher: Nirali Duniya Publications
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now