Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sarmaya-e-ilm-o-fazl khoya maine

Amjad hyderabadi

sarmaya-e-ilm-o-fazl khoya maine

Amjad hyderabadi

MORE BYAmjad hyderabadi

    sarmāya-e-ilm-o-fazl khoyā maiñ ne

    sab daftar-e-pārīna Duboyā maiñ ne

    bas hai tirī ḳhāk-e-pā tayammum ke liye

    ai dost vuzū se haath dhoyā maiñ ne

    sarmaya-e-ilm-o-fazl khoya main ne

    sab daftar-e-parina Duboya main ne

    bas hai teri KHak-e-pa tayammum ke liye

    ai dost wuzu se hath dhoya main ne

    Source:

    Intekhab-e-Jadeed (Pg. 90)

    • Author: Aal-e-Ahmed Suroor and Aziz Ahmed
      • Edition: 2002
      • Publisher: Anjuman Taraqqi Urdu (Hindi)
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now