Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

soz-e-gham-e-duri ne jala rakkha hai

Meer Anees

soz-e-gham-e-duri ne jala rakkha hai

Meer Anees

MORE BYMeer Anees

    soz-e-ġham-e-dūrī ne jilā rakkhā hai

    aahoñ ne kañval dil bujhā rakkhā hai

    niklo kahīñ jald umr-e-āḳhir hai 'anīs'

    is hind-e-siyah-baḳht meñ kyā rakkhā hai

    soz-e-gham-e-duri ne jila rakkha hai

    aahon ne kanwal dil ka bujha rakkha hai

    niklo kahin jald umr-e-aKHir hai 'anis'

    is hind-e-siyah-baKHt mein kya rakkha hai

    Source:

    Urdu Rubaiyat Mein Hindustani Anaasir (Pg. 98)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now