Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

us shoKH ko humne jis ghaDi ja dekha

Nazeer Akbarabadi

us shoKH ko humne jis ghaDi ja dekha

Nazeer Akbarabadi

MORE BYNazeer Akbarabadi

    us shoḳh ko ham ne jis ghaḌī dekhā

    mukhḌe meñ ajab husn naqsha dekhā

    ek aan dikhā.ī hameñ hañs kar aisī

    jis aan meñ kyā kaheñ ki kyā kyā dekhā

    us shoKH ko hum ne jis ghaDi ja dekha

    mukhDe mein ajab husn ka naqsha dekha

    ek aan dikhai hamein hans kar aisi

    jis aan mein kya kahen ki kya kya dekha

    Source:

    Kulliyat-e-Nazeer Akbarabadi (Pg. 443)

    • Author: Nazeer Akbarabadi
      • Edition: 1922
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1951

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now